SEOTechnology

SEO Basics: A Beginner’s Guide to SEO Optimize Your Website 2021

Rate this post

What is SEO.

Jab hum blog banatr hai tab hum usper SEO ke hisab se post karne ki koshish karte hai. Lekin humko ye pata nhi hota hai ki SEO kya hai ?
Aaj ka topic hai SEO kya hai ? Seo ka matlab hota Search Engine Optimization, ab is main se hum sub ye to jante hai ki Search Engine kisko kahete hai.

Lekin mai fir bhi aapko bataunga ki Search Engine kisko kahete hai, or ye kaam kaise karta hai kyuki SEO ko ache samjhne ke liye humko ye janna jaruri hai.

Search Engine kya hai :

Search Engine ek website site hoti hai jo apne Algorithms ka use karke kisi site ya blog ko Crowl karti hai or search mai us blog ya website ko show karwati.

The biggest search engine in the world is Google, over 80 % of people use it.

SEO kya hai :

Serch Engine Optimization or SEO website me ane wala traffic ki quality aur quantity badhan hai, jise k wajah se apki website per jyda traffic aye, aur quality content mile
Jiske wajah se website ki authority bade aur website juldi rank ho ise SEO kahte hai.
SEO kitne Type ke hote hai :

Seo ko ache se samjhne ke liye humko uske kitne perkar hai ye janna bhut jaruri hai. Chale jante Seo kitne Type hai.

On Page SEO.• Off Page SEO.

Their are 2 types of SEO.

• On Page SEO :

1. Title Tag Optimization.

2. Meta Tag Optimization.

   a. Meta Keywords.

   b. Meta Description.

3. Alt Tag Optimization.

4. Heading Optimization ( H1 to H2 )

5. Upload Robots.txt file : using this xml file search engine crowl our post, article available in website.

6. Create XML Sitemap : from this search engine knows what contains in our website available.

Waise to On Page Optimization main kai or bhi chize aati hai. Lekin ager hum itne bhi topic per kaam karte hai to humari blog ki traffic bhut badhegi. Bas aapko in topic me apne blog ki jo Focus Keyword hai vo add karni.

• Off Page SEO :

1. Do-Follow Link Building :

Ab aapko ye janna jaruri hai ki Do- Follow kya hai. kuch site apne blog me ek No-Follow tag add karte hai jo aapki Link ko Allow nhi deti hai. Ager No-Follow tag na ho to usko DO-FOLLOW Link kahete hai jo Search Engine Crowl karta hai jisse aapko Backlink milte hai.

2. Directory Submission :

Kai aise Directory site hai jaha aap apne blog url ko submit kare. Jisse aapko backlink milte hai.

3. Article submission :

Directory site ke tarha hi kuch aise bhi site hote hai jaha per aap apne new article ko submit karke apne blog ki traffic ko badha sakte hai.

4. Social Bookmarking :

Social site per apne blog ko promote karna.

5. Video Submission :

Youtube per apne blog related Video upload karna.

6. Comment Posting :

Dusre site per meaningful comment karke backlink lena.

Is tarhase hum apne blog ko On/Off page Optimization kar sakte hai jo ki humare blog ke liye bhut jaruri hai. Traffic ko increase karne ke liye.

On/Off Page ke jo Point hai. Mai usper bhut hi jaldi post publish karunga jis me aapko puri Details me samjhaunga.

Ab aap jaan chuke hai ki SEO kya hai or kyu important hai.

Ye jankari aapko kaise lagi ye hume bataye. Humare blog ki new post ko apne email per prapt karene ke liye email subscription kare.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button